kuchh khaab dekhe hain, kuchh rang soche hai
abb maine kal apane, tere sang soche hain
uss raah mein jab bhi, tu saath hoti hai
kisson ki panno si har baat hoti hai
rooh jo huyi meri fida,
toh kal mein uthi koyi sada
ke dil se huwa juda juda, tuta main iss tarah
sadaka kiya yuun ishq ka,
ke sar jhuka jahaan deedaar huwa - (2)
tere mudane se suraj mud gaya
tere roshani ke saaye mein main dhup si khili
mera aasmaan bhi chhota pad gaya
mujhe jab se hai baahon mein teri panaah mili
woh thehari teri ada ada,
ke ruk bhi gaya mera khuda
toh mujhape hai yeh asar huwa,
tuta main iss tarah
sadaka kiya yuun ishq ka,