tu hi toh meri dost hain

Aaja main hawaaon pe bithaake le chalun
tu hi toh... 

tu hi toh meri dost hain.
Aaja main khalaaon mein uthaake le chalun
tu hi toh meri dost hain.

Awaaz ka dariya hoon, 

behta hoon main nili raaton mein.
Main jaagta rehta hoon neend bhari jheel si aankhon mein.
Awaaz hoon main...

Aaja main hawaaon pe bithaake le chalun
tu hi toh... tu hi toh meri dost hain.


Aaja main khalaon mein uthaake le chalun
tu hi toh meri dost hain.


Raat mein chandni kabhi, aise gungunaati hain;
Sunn zara lagta hain tumse, awaaz milati hain.

Main khayalon ki mehek hoon, gungunate saaz par;
Ho sake toh milale, awaaz ko le saaz par.

Aaja main hawaaon pe bithaake le chalun
tu hi toh meri dost hain.
Aaja main khalaon mein uthaake le chalun
tu hi toh meri dost hain.

Awaaz ka dariya hoon, behta hoon main nili raaton mein.
Main jaagta rehta hoon neend bhari jheel si aankhon mein.
Awaaz hoon main...


Ooo kabhi dilka hai saahil, jahan shaam utarti hain;
Kehte hain samander se, ek pari gujarti hain.
Woh raat ki rani hain, sargam par chalti hain;
re sa re sa re sa
sa re sa re sa re sa re

Aaja main hawaaon pe bithaake le chalun
tu hi toh... tu hi toh mera dost hain.
Aaja main khalaon mein uthaake le chalun
tu hi toh mera dost hain.

Awaaz ka dariya hoon, behti hoon main nili raaton mein.
Main jaagti rehti hoon neend bhari jheel si aankhon mein.
Awaaz hoon main...
Awaaz hoon main...