sajni lyrics


Main teri aankhoon mein rehta hoon
 tujhe pata na chale
 tere har pal mein guzra hoon
 tujhe pata na chale


 Kare toh phir kya kare
 tere bin kaise jiye
 aaaaankhoon mein pyaar liye
 bolo kahaan kahaaaan phire

 Khafa to hum bhi hai tum bhi ho
 humein pata na chale
 judai ka mujhe gham bhi hai
 koi aisi khata na karein


 Kare toh phir kya kare
 tere bin kaise jiye
 aankhoon mein pyaar liye
 bolo kahaan kahaan phire


 Sajni paas bulao na
 ki dil aaj toota hai
 aaj toota hai
 sajan maan jao na
 ki woh aaj rootha hai
 aaj rootha hai
 koi usey manaye na

 Jaane ja
 dil tujhe hi chaaahe na
 oooh ooo ooo ooo oooo oooo

 Humein dil se bhulao na
 yehi ab kehna hai
 ab kehna hai
 tum paas aaoona
 aaoonnaaaaaaa

 Dere nare
 dere na na re....
 (Sajni paas bulao na
 Sajan maan jaona
 Sajni paas bulao na)

 Sajni paas bulao na
 ki dil aaj toota hai
 aaj toota hai
 sajan maan jao na

 ooo ooo oooo
 wooo ooo
 oo