Omaha ziya..
 Wahi yala
 Wahi yala
 Ziya newa sahiya
Omaha ziya..
 Wahi yala
 Wahi yala
 Ziya newa sahiya
Khwabon Khwabon
 Jaage soye
 Khoye khoye
 Hum hai jaise yahan
Raho raho
 Dundle dundle
 Halke halke
 Hosh ke hai nishan
Omaha ziya..
 Wahi yala
 Wahi yala
 Ziya newa sahiya
Omaha ziya..
 Wahi yala
 Wahi yala
 Ziya newa sahiya
Tum hum safar ho toh
 Raste sab hai sehar
 Har mod par milte
 Sapno ke hai mehal
 Pighle tan mann hai
 Sanson mein han nasha
Tum hum safar ho toh
 Sab hai jaise haseen
 Chand se zyada hai
 Jagmagati zameen
 Pyaar mein dhoobi si
 Lagti hai har disha..
Khwabon Khwabon
 Jaage soye
 Khoye khoye
 Hum hai jaise yahan
Raho raho
 Dundle dundle
 Halke halke
 Hosh ke hai nishan
Kya karoon mein bayan
 Ladkhadaye zabaan
Hum jo aise mil gaye hai
 Ab iraade hi naye hai
 Tum hi kaho
 Kaise na ho
 Dil mein mere
 Yeh..hulchul
Hum toh jaise hai deewane
 Dil ki saari baatein maane
 Tum ho jahan
 Main hoon wahan
 Dono hue hai pagal
Kum na ho deewangi apni
 Guzre yuhin zindagi apni
 Dil jo batayenge
 Hum kehte jayenge..
 Ha…
Khwabon Khwabon
 Jaage soye
 Khoye khoye
 Hum hai jaise yahan
Raho raho
 Dundle dundle
 Halke halke
 Hosh ke hai nishan
Omaha ziya
 Wahi yala
 Wahi yala
Omaha ziya
 Wahi yala
 Wahi yala
 Ziya newa sahiya
Pyaar ke joh raaste hai
 Apne hi toh waaste hai
 Tum bhi chalo
 Main bhi chaloon
 Chalte rahe..hum pal pal
Palkon palkon khwaab leke
 Ik dile betaab leke
 Hum joh chale
 Chaane lage
 Geeton ke..yeh baadal
Gunje hai joh geet surile
 Mann joh iinki madira peele
 Hum bheke jayenge
 Hum kehte jayenge
 Ha..
Khwabon Khwabon
 Jaage soye
 Khoye khoye
 Hum hai jaise yahan
Raho raho
 Dundle dundle
 Halke halke
 Hosh ke hai nishan
Tum hum safar ho toh
 Raste sab hai sehar
 Har mod par milte
 Sapno ke hai mehal
 Pighle tan mann hai
 Sanson mein han nasha
Tum hum safar ho toh
 Sab hai jaise haseen
 Chand se zyada hai
 Jagmagati zameen
 Pyaar mein dhoobi si
 Lagti hai har disha..
Ab har disha..
Oo..owo… yeyiyeyo
 Yeyiyeyo aa..ye..ho..